Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMehdi Hassan
HomeMehdi Hassan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye baam e mina se maahataab utre baam e mina se maahataab utre dast e saaqii mein aftaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye kar raha tha ghum e jahan ka hisaab kar raha tha ghum e jahan ka hisaab aaj tum yaad behisaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye har rag e khoon mein phir charaaga ho har rag e khoon mein phir charaaga ho saamne phir wo benaqaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye faiz thi raah sar basar manzil faiz thi raah sar basar manzil hum jahan pahunche kaam yaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye us ke baad aaye jo azaab aaye aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
heyyyyyyyy haaaannnnnn aaaaaaa gaaaaaa reeeeeeeee aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa ab ke hum bichhade bichhade ab ke hum bichhade to shaaaaaaayaddddddd kabhi khaabon mein milen ab ke hum bichhade to shaaaaayad kabhi khaabon mein milen jis tarah sooooookhe huye jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab ke hum bichhade to dhundhe ujade huye dhuuuuunnnnn dhuuuuunnnnnn dhundhe ujade huye logoooooooooooon dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti wafaaon ke motiiiiiiiiii motiiii wafaaon ke wafaaon ke wafaa ke dhundhe ujade dhuuunnnnnndh dhuuuuuuuunnnndhe dhundhe ujade dhundhe ujade huye logon ujade huye logon mein logon mein logon mein logon mein dhundhe ujade huye logon mein wafaa ke moti ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen ye khazaane tujhe mumkin hai kharaabon milen jis tarah sookhe phool kitaabon mein mile ab
bee te huye kuchh din aise hain beete huye kuchh din aise hain tanhaayi jinhen dohraati hai ro ro ke guzarti hain raatein ro ro ke guzarti hain raatein aankhon mein saher kho jaati hai beete huye kuchh din aise hain sharma ke kabhi chuup chhup jaana hans hans ke kabhi chal chal dena chunari ke mulayam kone ko daanton mein daba kar bal dena aawaaz kisi ke hasne ki aawaaz kisi ke hasne ki kaanon mein abhi tak aati hai beete huye kuchh din aise hain takdeer ne humko loot liya unko ye gila hum bhool gaye ae kaash zabaan se keh sakte majboor hain ya hum bhool gaye wo jaane tamanna kya jaane wo jaane tamanna kya jaane kismat jo qayamat dhaati hai beete huye kuchh din aise hain deewaar bani hai majboori wo paas bhi reh kar paas nahin hum pyaas bujha lein aankhon ki itni bhi humein to aas nahin barbaad bhi karti hai duniya barbaad bhi karti hai duniya mujrim bhi humein thehraati hai beete huye kuchh din aise hain tanhaayi jinhen dohraati hai ro ro ke guzarti hain raatein
aaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaaaa bhooli bisri chand umeedein chand fasaane yaad aaye bhooli bisri chand umeedein chand fasaane yaad aaye chand fasaane yaad aaye bhooli bisri chand umeedein chand fasaane yaad aaye tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aaye tum yaad aaye aur tumhare saath zamane yaad aaye bhooli bisri chand umeedein dil ka chaman shadaab tha phir bhi khaak si udti rehti thi dil ka chaman shadaab tha phir bhi khaak si udti rehti thi khaak si udti rehti thi kaise zamane ae ghum e jaana tere bahane yaad aaye kaise zamane ae ghum e jaana tere bahane yaad aaye tere bahane yaad aaye bhooli bisri chand umeedein chand fasaane yaad aaye bhooli bisri chand umeedein hasne waalon se darte the chhup chhup kar ro lete the chhup chhup kar ro lete the hasne waalon se darte the aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa hasne waalon se hasne waalon se darte the hasne waalon se darte the chhup chhup kar ro lete the gehri
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa daa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa basti basti khaak udi hai jungle jungle aag yeh dhunwaa balkhata uthe jaise kaale naag dekh to dil ke jaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil gor kis dill jale ki hai yeh falak gor kis gor kis dil jale ki hai yeh falak aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa gor kis dil dillllll dilll jale jale ki gor kis dilll jale ki hai yeh falak shola ik subha yaan se uthta hai shola ik subha yaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil yun uthe aah us gali se hum yunnn uthe yunnn yunnn yun uthe yun uthe aah yunn nn nn nn yunn yunnn yunn yun uthe aah us gali se hum jaise koi jahaan se uthta hai jaise koi jahaan se uthta hai yeh dhuan sa kahaan se uthta hai dekh to dil ke jaan se uthta hai
nare re na na re na re aaaa aaaa aaa aaaaaa gul gul ne gul se gul ne bahaaron se keh diya aaaaa aaaaaa gul ne gul se gul ne bahaaron se keh diya ek chandni ke chaand ne taaron se keh diya duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein bhoole se muskurao to moti baras padein bhoole se muskurao to moti baras padein palkein utha ke dekho to kaliyaan bhi hans padein palkein utha ke dekho to kaliyaan bhi hans padein khushboo tumhari zulf ki phoolon se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein jannat se kam nahin ek dilruba hai dil mein jo hooron se kam nahin duniya kisi ke pyaar mein tum baadshah e husn ho husn e jahaan ho tum baadshah e husn ho husn e jahaan ho jaan e wafa ho aur mohabbat ki shaan ho jaan e wafa ho aur mohabbat ki shaan ho jalwe tumhare husn ke taaron
aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaaa aaa aaaaaaaaa aaaa ek bas tu hi nahin ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh hoooo shaayad kuchh hooooooo uth ke manzil hi agar aaye to shaayad kuchh ho shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha shauq e manzil to mera aablaa pa ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha masalaht chheen li quwwat e guftaar magar masalaht chheen li quwwat e guftaar magar kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha kuchh na kahana hi mera meri sada ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse khafa ho baitha maine jo sang taraasha wo khuda ho baitha ek bas tu hi nahin mujhse
ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe dil ne jo mangi dil ne jo mangi wo hi mil gayi saugaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe door rehkar bhi khayalon mein mere paas ho tum door rehkar bhi khayalon mein mere paas ho tum kitne pyaare hain kitne pyaare hain ye jazbaat ye lamhaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe dil mein ek ajnabi ehsaas ki khushboo jaagi dil mein ek ajnabi ehsaas ki khushboo jaagi aaj lagti hai aaj lagti hai har ek baat nayi baat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe tum kabhi khudko meri aankhon se chhupkar dekho tum kabhi khudko meri aankhon se chhupkar dekho kya kahun tum mein kya kahun tum mein nazar aati hai kya baat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe dil ne jo mangi dil ne jo mangi wo hi mil gayi saugaat mujhe ek naye mod pe
gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho kahin to bahr e khuda aaj zikr e yaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan jo hum pe guzri so guzri magar shab e hijraan hamaare ashk teri aaqbat sanwaar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale maqaam faiz koi maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin maqaam faiz koi raah mein janchaa hi nahin jo kue yaar se nikle to sue daar chale chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale
gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali harf e junun ki bande gira ki jurm o saza ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali zinda zinda shor e junun hai mausme gul ke aane se mausme gul ke aane se mehfil mehfil ab ke baras har baag e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ahed e sitam hai dekhe hum aashufta saron par kya gujre aashufta saron par kya gujre shahar mein uske band e kabaa ki rang e hina ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali ek hua deewana ek ne sar teshe se phod liya sar teshe se phod liya kaise kaise log the jinse rasm e wafa ki baat chali gulshan gulshan shola e gul ki julfe saba ki baat chali
har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon kaante teri raahon ke main palkon pe sajaa loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se bichhdi hai meri neend bhi bichhda hai tu jab se jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon jee chaahe tujhe roz hi khaabon mein bula loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon tu paas naa aa haan zara daaman to badha de tu paas naa aa haan zara daaman to badha de ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun ashqon ko kahaan tak main inn aankhon mein sambhaalun har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi ye ishq ka ilzaam bhi ilzaam hai koi tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon tere liye duniyaa ke har ilzaam utha loon har dard ko aye jaan main seene mein chhupaa loon le jaaye kahaan jaane humen waqt ka dariyaa le jaaye kahaan jaane humen waqt ka
hooooo hoooo ooooo ooooo ho laagi reeeeeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ni ni sa ne ne dhi sa ne ne dhi sa ni ni sa re ga pa ga re ga pa ga re sa sargam chhedun barkha barse sargam chhedun barkha barse jalti aag bujhaaun bujhaaun reeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi reeee laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein neel gagan ki pariyaan naachen neel gagan ki pariyaan naachen neel gagan ki pariyaan naachen jab main taan lagaaun re lagaaun re laagi lagan yahi dil mein deep jale sur ke saagar mein jab main geet sunaaun laagi reeeee laagi lagan yahi dil mein ho laagi re laagi
ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de khushi ke baad ghum e bekasi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de udaas dil ki tamanna hai ashq baar hoon main udaas dil ki tamanna hai ashq baar hoon main khizaa mein jaise bahaaron ki yaadgaar hoon main udaasi jispe hanse wo hansi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de ujaad kar meri duniyaa ko rakh diya tune meri hayaat ke maalik ye kya kiya tune jo ghum naseeb hon aisi khushi kisi ko naa de khushi ke baad ghum e bekasi kisi ko naa de ilaahi aansoon bhari zindagi kisi ko naa de
kya toota hai andar andar kya toota hai andar andar aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kya toota hai andar andar chehra kyun kumlaaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai rang birangi iss mehfil mein rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho bhool bhi jaao paagal logon bhool bhi jaao paagal logon kya khoya kya paaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai kya toota hai andar andar sher kahaan hain khoon hai dil ka sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai dil ke zakhm dikha kar humne dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaaya hai kya toota hai
mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge na jaane mujhe kyun yakeen ho chala hai mere pyaar ko tum mitaa na sakoge mujhe tum nazar se meri yaad hogi jidhar jaaoge tum kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon kabhi nagma ban ke kabhi ban ke aansoon tadapta mujhe har taraf paaoge tum shamma jo jalaayi hai meri wafaa ne bhujha na bhi chaaho bhujhaa na sakoge mujhe tum nazar se kabhi naam baaton mein aaya jo mera to bechain ho ho ke dil tham loge to bechain ho ho ke dil tham loge nighaahon mein chhayega ghum ka andhera kisi ne jo poochha sabab aansuon ka batana bhi chaahon bata na sakoge mujhe tum nazar se gira to rahe ho mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge mujhe tum nazar se
pyaar bhare do sharmeele nain jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain dil ye kahe geet main tere gaaun tu hi sune aur main gaata jaaun tu jo rahe saath mere duniyaa ko thukraaun tera dil bahlaaun pyaar bhare do sharmeele nain darr hai mujhe tujhse bichhad na jaaun kho ke tujhe milne ki raah na paaun aisa na ho jab bhi tera naam labon par laaun main aansoon ban jaaun jinse milaa mere dil ko chain koi jaane naa kyun mujh se sharmaaye kaise mujhe tadpaaye pyaar bhare do sharmeele nain
tark e ulfat ka sila pa bhi liya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe aa saki teri judayi na kabhi raas mujhe tujh se bichhda to yeh hone laga ehsaas mujhe apne haathon se koyee zahar piya hai maine ab to aajaa gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha gungunati hai wafa rooh mein rim jhim ki traha saamne apne khada hoon kisi mujrim ki traha aaj to sharm se moonh dhamp liya hai maine ab to aajaa jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko jo bhi shikwa hai bhulana hi padega tujh ko ek na ek roz to aana hi padega tujh ko dil ka darwaza khulla chhod diya hai maine ab to aaja ke tujhe yaad kiya hai maine ab to aajaa
aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ik roshni andhere mein bikhra gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein wo haadsa wo pehli mulaaqat kya kahun kitni ajab thi soorat e haalaat kya kahun wo qehar wo kazad wo zafaa mujhko yaad hai wo uss ki berukhi ki adaa mujhko yaad hai mitta nahin hai zehan se yun chhaa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi pehle wo mujh ko dekh kar barham si ho gayi phir apne hi haseen khayaalon mein kho gayi bechargi pe meri use reham aa gaya shayad mere tadapne ka andaaz bhaa gaya saanson se bhi kareeb mere aa gaya koi yun zindagi ki raah mein takra gaya koi yun zindagi ki raah mein ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye ab uss dil e tabaah ki haalat naa poochhiye benaam aarzoo ki lazzat naa poochhiye ik
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaye Kuchh Abr Kuchh Sharaab Mehdi Hassan 04:56 35861
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:56   Song Number : 35861   

Ab Ke Hum Bichhade Mehdi Hassan 14:44 18428
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 14:44   Song Number : 18428   

Beete Huye Kuchh Din Aise Mehdi Hassan 04:08 39388
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Year- 
1961
Lyricist
Khwaja Parvez
Music Director- 
M Asharaf
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:08   Song Number : 39388   

Bhooli Bisri Chand Umeedein Mehdi Hassan 10:52 35993
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Mehdi Hassan
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 10:52   Song Number : 35993   

Dekh To Dil Ke Jaan Se Uthta Hai Mehdi Hassan 13:51 32470
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 13:51   Song Number : 32470   

Duniya Kisi Ke Pyaar Mein (Long Version) Mehdi Hassan 05:57 37382
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:57   Song Number : 37382   

Ek Bas Tu Hi Nahin Mujhse Khafa Mehdi Hassan 10:00 36789
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 10:00   Song Number : 36789   

Ek Naye Mod Pe Ehsaan (1967) 03:57 37706
 
Poster of Ehsaan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Masroor Anwar
Music Director- 
Sohail Rana
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:57   Song Number : 37706   

Gulon Mein Rang Bhare Mehdi Hassan 05:03 15964
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:03   Song Number : 15964   

Gulshan Gulshan Shola E Gul Ki Mehdi Hassan 04:20 37998
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Asghar Saleem
Music Director- 
Mehdi Hassan
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 04:20   Song Number : 37998   

Har Dard Ko Mehdi Hassan 07:55 18809
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 07:55   Song Number : 18809   

Ho Laagi Re Lagan Mehdi Hassan 06:15 18196
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Raag- 
Bhairav
Duration : 06:15   Song Number : 18196   

Ilaahi Aansoon Bhari Zindagi Kisi Ko Naa De (Mehdi Hasan) Mehdi Hassan 03:30 11426
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Year- 
1963
Lyricist
Mansoor Anwar
Music Director- 
C Faiz
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:30   Song Number : 11426   

Kya Toota Hai Andar Andar Mehdi Hassan 05:37 16697
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:37   Song Number : 16697   

Mujhe Tum Nazar Se Gira To Rahe Ho Mehdi Hassan 03:42 15981
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:42   Song Number : 15981   

Pyaar Bhare Do Sharmeele Nain Mehdi Hassan 03:40 10684
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:40   Song Number : 10684   

Tark E Ulfat Ka Sila Pa Bhi Liya Dil Mera Dharkan Teri (1968) 03:51 36429
 
Poster of Dil Mera Dharkan Teri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Master Inayat Hussain
Singer- 
Mehdi Hassan
On Screen Actors- 
Waheed Murad, Shamim Ara
Duration : 03:51   Song Number : 36429   

Yun Zindagi Ki Raah Mein Mehdi Hassan 05:45 18429
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:45   Song Number : 18429   
Karaoke Songs of mehdi hassan, Sad Songs of mehdi hassan, Love Songs of mehdi hassan, Dance Songs of mehdi hassan, Hip-hop songs of mehdi hassan, Best songs of mehdi hassan, Super hit songs of mehdi hassan, hit songs of mehdi hassan, duet songs of mehdi hassan, solo songs of mehdi hassan, old songs of mehdi hassan, famous songs of mehdi hassan, Hindi Karaoke Songs of mehdi hassan, Hindi Sad Songs of mehdi hassan, Hindi Love Songs of mehdi hassan, Hindi Dance Songs of mehdi hassan, Hindi Hip-hop songs of mehdi hassan, best Hindi songs of mehdi hassan, super hit Hindi songs of mehdi hassan, hit Hindi songs of mehdi hassan, duet Hindi songs of mehdi hassan, solo Hindi songs of mehdi hassan, old Hindi songs of mehdi hassan, famous Hindi songs of mehdi hassan, Sing Along Songs of mehdi hassan, Sing Along Sad Songs of mehdi hassan, Sing Along Love Songs of mehdi hassan, Sing Along Dance Songs of mehdi hassan, Sing Along Hip-hop songs of mehdi hassan, Sing Along Best songs of mehdi hassan, Sing Along Super hit songs of mehdi hassan, Sing Along hit songs of mehdi hassan, Sing Along duet songs of mehdi hassan, Sing Along solo songs of mehdi hassan, Sing Along old songs of mehdi hassan, Sing Along famous songs of mehdi hassan